Young Uttarakhand Community - All about Uttarakhand Uttaranchal Garhwal Kumaon Garhwali Kumaoni Songs Culture Tourism

यंग उत्तराखंड (पंजीकृत) का परिचय => यंग उत्तराखंड - एक परिचय => Uttaranchalis Worldwide => Topic started by: Young Uttaranchal on October 29, 2007, 08:54:47 AM

Title: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Young Uttaranchal on October 29, 2007, 08:54:47 AM
Friends,
 
Uttaranchal Kala Sangam, Sadik Nagar New Delhi, organising a uttarahandi cultural program at:
 
 Central Park (Sport Ground) Near Central School, Sadik Nagar, New Delhi on 3rd Nov'07 at 5.00 pm.
 
Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana,Manglesh Dangwal,Meena Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Lata Tiwari, Mahipal Mehta, Kishan Bagot etc.
 
Regards,
 
Chandrakant Negi
9818196296
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Natkhat Bachhi on October 29, 2007, 09:14:06 AM
really a good news  :hello2:
but bad for me  :smiley19:
Friends,
 
Uttaranchal Kala Sangam, Sadik Nagar New Delhi, organising a uttarahandi cultural program at:
 
 Central Park, Sadik Nagar, New Delhi on 3rd Nov'07 at 5.00 pm.
 
Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Hema Dhyani, Bishan Singh Hariyala, Mr.Mehra etc.
 
Regards,
 
Chandrakant Negi
9818196296

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Tribhuwan on October 29, 2007, 09:39:27 AM

Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Hema Dhyani, Bishan Singh Hariyala, Mr.Mehra etc.
 
Can anybody tell about Mr. Mehra...
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on October 29, 2007, 09:47:03 AM
is programme ko dekhne ki jabardast recomendation hai....
hope ki ja paayein...
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: "गढ़वाल सम्राट" पंवार विपिन चंद्र पाल सिंह on October 29, 2007, 09:54:00 AM
hum jaroor jayenge.................
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on October 30, 2007, 11:42:31 PM
hum jaroor jayenge.................

Yaar Banao phir programme...sabhi wahin milte hain..kafi din ho gaye milee bhi nahi poore gang..
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 12:24:35 AM
I am ready to come. banao program.

hum jaroor jayenge.................

Yaar Banao phir programme...sabhi wahin milte hain..kafi din ho gaye milee bhi nahi poore gang..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on October 31, 2007, 12:26:37 AM
I am ready to come. banao program.

hum jaroor jayenge.................

Yaar Banao phir programme...sabhi wahin milte hain..kafi din ho gaye milee bhi nahi poore gang..

3rd ko 5 baje milna hai....
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 12:52:13 AM
100% milenge

I am ready to come. banao program.

hum jaroor jayenge.................

Yaar Banao phir programme...sabhi wahin milte hain..kafi din ho gaye milee bhi nahi poore gang..

3rd ko 5 baje milna hai....

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on October 31, 2007, 10:08:14 AM

Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Hema Dhyani, Bishan Singh Hariyala, Mr.Mehra etc.
 
Can anybody tell about Mr. Mehra...

Mr. Prahalad Mehra, star singer of kumaon
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:05:18 PM
Thanks for the information Negi Da and welcome back after the break.

Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Hema Dhyani, Bishan Singh Hariyala, Mr.Mehra etc.
 
Can anybody tell about Mr. Mehra...

Mr. Prahalad Mehra, star singer of kumaon

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on October 31, 2007, 04:21:00 PM
yaar ek programme dekhne to mein bhi aaungi.. meine pichla wala bhi mis ker diya tha.. per is baar nahin karungi..

:dance: aur fir pritam bhartwan ke gaono mein dance bhi hoga.. :lol:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:28:10 PM
Sure Heera main soch raha hun family ke saath aaya jaae.

yaar ek programme dekhne to mein bhi aaungi.. meine pichla wala bhi mis ker diya tha.. per is baar nahin karungi..

:dance: aur fir pritam bhartwan ke gaono mein dance bhi hoga.. :lol:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on October 31, 2007, 04:31:55 PM
yaar ek programme dekhne to mein bhi aaungi.. meine pichla wala bhi mis ker diya tha.. per is baar nahin karungi..

:dance: aur fir pritam bhartwan ke gaono mein dance bhi hoga.. :lol:

हीरा जी अगर भार्त्वान जी के गानों में केवल डांस करना है तो सादिक नगर ठीक रहेगा और अगर पांडव, नर्सिंघ, देवी आदि नाचना हो तो किर्पा करके १० नवम्बर २००७ को रात्री ९.०० बजे किदवई नगर दिल्ली मे सादर आमंत्रित है, वहाँ जागार सम्राट  प्रीतम भाई होंगे..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on October 31, 2007, 04:36:54 PM
Sure Heera main soch raha hun family ke saath aaya jaae.

yaar ek programme dekhne to mein bhi aaungi.. meine pichla wala bhi mis ker diya tha.. per is baar nahin karungi..

:dance: aur fir pritam bhartwan ke gaono mein dance bhi hoga.. :lol:

Bilkul Anubhav bhai family ke sath aana, mein bhi aa raha hoon.. but dhyan rahe 5.00 to 5.30 jaroor pahunch jana coz seat ki problem hoti hai.... time per aa jawoge to aage guest seat mein arrangment ho jayega....
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on October 31, 2007, 04:43:29 PM
दोस्तों,

उत्तराखंड सांस्कृतिक एवम खेल कूद विकास संगठन, किदवई नगर वाले १० नवम्बर २००७ को रात्री ९.०० उत्तराखंडी जागर कार्यक्रम का आयोजन कर रहे हैं,

अतः सभी भक्तजनों से अनुरोध है की समय पर पहुँच कर माँ भगवती का आशीर्वाद जरूर ले... माँ भगवती का गुणगान जागर सम्राट प्रीतम भ्रतवान जी द्वारा किया जाएगा...
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:53:24 PM
Sure Sir hum time pai pahunchenge.

Sure Heera main soch raha hun family ke saath aaya jaae.

yaar ek programme dekhne to mein bhi aaungi.. meine pichla wala bhi mis ker diya tha.. per is baar nahin karungi..

:dance: aur fir pritam bhartwan ke gaono mein dance bhi hoga.. :lol:

Bilkul Anubhav bhai family ke sath aana, mein bhi aa raha hoon.. but dhyan rahe 5.00 to 5.30 jaroor pahunch jana coz seat ki problem hoti hai.... time per aa jawoge to aage guest seat mein arrangment ho jayega....

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on October 31, 2007, 05:15:41 PM

Ek funny story ....

 Parso night mai  me and mere 2-3 frnd yese hai around 1-2 baje night mai ghoom rahe the near to Mother diary Mayur vihar...

Thoda aage ja kar dekha tau kuchh music ki aawaj aa rahi thi tau humne socha ki koi shadi ho rahi hai ... hum wanha jaane lage .....

Wanha pahunch kar pata chala ki wo Jagran chal raha tha Pritam bhai ka ...

and Pritam bhai bechara stage par aakela ga raha tha and muskil se 10-11 log wanha samne bethhe huye the ... rest of all sab bahar beth kar Daru pi rahe the under koi nahi tha ...

funyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on October 31, 2007, 05:16:40 PM

Wese sadique nagar wale prog. mai mai bhi aa raha hu ... Pummy bhai mai aapke ghar aa jaunga saterday din mai uske baad wanha se dono bhai sath niklenge mane dekha nahi wanha ....
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program at Sadiq Nagar
Post by: "गढ़वाल सम्राट" पंवार विपिन चंद्र पाल सिंह on October 31, 2007, 05:16:58 PM
HUM TO TIME PAR AA JAYENBGE 3RD KO. YU bhi us din rock karegaa :----------

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: "गढ़वाल सम्राट" पंवार विपिन चंद्र पाल सिंह on October 31, 2007, 05:20:06 PM
Quote
Wese sadique nagar wale prog. mai mai bhi aa raha hu ... Pummy bhai mai aapke ghar aa jaunga saterday din mai uske baad wanha se dono bhai sath niklenge mane dekha nahi wanha ....

(http://younguttaranchal.com/community/index.php?action=dlattach;attach=4872;type=avatar)

Semwal ji aap aajkal kuch jyadaa bolne lag gaye ho..........jo aapko bulate hain unke ghar to aate nahin chalo achhi baat hai kahin is programme main aapki pitayee na ho.....jara bach ke rahanaa .....kyon na tum aur pummy da mere ghar aake saath chalen..........with beenu bhai..........programme majn kuch YU ka parchaar bhi hogaa to us se pahale kuch sochaa jaay

aap jaar kuch print out nikaal lenaa ki YU kyaa hai aur ab kyaa kiyaa hai

phir ye print wahin kuch logon ko de denge

aap  to media wale ho jaar achhi tarha se matter bana ke laanaa taaki log ek hi jhatke main YU ki taraf attaract ho jaayn

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on October 31, 2007, 05:38:24 PM

Its very good suggetion .....

Ek kaam karte hai .. hum sab aapke ghar se hi chalenge evening mai ....

and YU ka bhi kuchh prachar karenge wanha par pakka...

kya kahte hai Pummy bhai

Quote
Wese sadique nagar wale prog. mai mai bhi aa raha hu ... Pummy bhai mai aapke ghar aa jaunga saterday din mai uske baad wanha se dono bhai sath niklenge mane dekha nahi wanha ....

([url]http://younguttaranchal.com/community/index.php?action=dlattach;attach=4872;type=avatar[/url])

Semwal ji aap aajkal kuch jyadaa bolne lag gaye ho..........jo aapko bulate hain unke ghar to aate nahin chalo achhi baat hai kahin is programme main aapki pitayee na ho.....jara bach ke rahanaa .....kyon na tum aur pummy da mere ghar aake saath chalen..........with beenu bhai..........programme majn kuch YU ka parchaar bhi hogaa to us se pahale kuch sochaa jaay

aap jaar kuch print out nikaal lenaa ki YU kyaa hai aur ab kyaa kiyaa hai

phir ye print wahin kuch logon ko de denge

aap  to media wale ho jaar achhi tarha se matter bana ke laanaa taaki log ek hi jhatke main YU ki taraf attaract ho jaayn

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Tribhuwan on October 31, 2007, 08:20:17 PM

Attraction: Preetam Bhartwan, Gajender Rana, Kalpana Chauhan, Rohit Chauhan, Hema Dhyani, Bishan Singh Hariyala, Mr.Mehra etc.
 
Can anybody tell about Mr. Mehra...

Mr. Prahalad Mehra, star singer of kumaon

Thank you Negi da.....
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 01, 2007, 11:10:32 AM
titu ji mein to devat logon ke sath bhi dance ker lun.. lekin bus chinta ki baat ye hai ki kya woh mere sath nachenge.. pata chala.. do tin hath pad gaye.. :lol:

isliye shayad bhartwan ji jayda safe hain..
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 01, 2007, 11:35:50 AM
Tumhare upar bhi kuch lag sakta hai kya? :D

titu ji mein to devat logon ke sath bhi dance ker lun.. lekin bus chinta ki baat ye hai ki kya woh mere sath nachenge.. pata chala.. do tin hath pad gaye.. :lol:

isliye shayad bhartwan ji jayda safe hain..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 01, 2007, 11:42:28 AM

Kon aa raha hai iss prog .. mai and kanha par miloge .. i think YU walo ko ek sath hi rahna chahiye wanha par ..... majhha aayega
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on November 01, 2007, 02:08:35 PM

Kon aa raha hai iss prog .. mai and kanha par miloge .. i think YU walo ko ek sath hi rahna chahiye wanha par ..... majhha aayega

Bilkul sahi... or program ke sath sath pahadi byanjano ka bhi lutf uthaya jayega...(gaith ki bhari roti......)
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 01, 2007, 02:11:21 PM
byanjone ke alawa kuch aur :cheers: bhi pahadi milega kya :happy:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on November 01, 2007, 03:27:05 PM
Lagta hai YU ne sadiq ngr. ka next year ke pgm ki date bhi fix kar lee... 3rd nov. 2008... dekho jara site per
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 01, 2007, 03:39:11 PM
shayad purnendu ji ne pepsi pi ker changes kiye hain.. :headbang:

Lagta hai YU ne sadiq ngr. ka next year ke pgm ki date bhi fix kar lee... 3rd nov. 2008... dekho jara site per

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: नेगी दा on November 02, 2007, 10:00:22 AM
Uttaranchal Kala Sangam Present:

(http://i128.photobucket.com/albums/p164/titu_rawat/prgm.jpg?t=1193977790)
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 02, 2007, 10:04:36 AM

Very nice ..... aur Sheela Dixit bhi aa rahi hai kya baat hai aur bhi majhha
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: "गढ़वाल सम्राट" पंवार विपिन चंद्र पाल सिंह on November 02, 2007, 10:37:51 AM
आज आपके सामने कुछ अर्ज है

यदि चाँद न होता तो तारे न होते
यदि यंग उत्तराखंड न होता तो
हम सब एक साथ न होते
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 02, 2007, 10:47:41 AM

kal tayar rahna prog. ke liye

आज आपके सामने कुछ अर्ज है

यदि चाँद न होता तो तारे न होते
यदि यंग उत्तराखंड न होता तो
हम सब एक साथ न होते

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 02, 2007, 10:49:08 AM
arey sir sheela dixit ke liye to aana aur jana wala hisab hoga.. :happy: usne to apna bhashan dena hai aur chale jana hai..
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 02, 2007, 10:54:14 AM

kal moka mila tau sheela dixit ko pakad lenge wanhi and YU ke baare mai batayenge ......
hahahahhah hahahah hahah kesa rahega ....

arey sir sheela dixit ke liye to aana aur jana wala hisab hoga.. :happy: usne to apna bhashan dena hai aur chale jana hai..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 02, 2007, 11:16:30 AM
Bahut hi badhiya vichaar hain.

kal moka mila tau sheela dixit ko pakad lenge wanhi and YU ke baare mai batayenge ......
hahahahhah hahahah hahah kesa rahega ....

arey sir sheela dixit ke liye to aana aur jana wala hisab hoga.. :happy: usne to apna bhashan dena hai aur chale jana hai..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: lachhmansingh on November 02, 2007, 09:09:29 PM

kal moka mila tau sheela dixit ko pakad lenge wanhi and YU ke baare mai batayenge ......
hahahahhah hahahah hahah kesa rahega ....

arey sir sheela dixit ke liye to aana aur jana wala hisab hoga.. :happy: usne to apna bhashan dena hai aur chale jana hai..

haan haan bilkul unhe to jabardasti baitha ke rakhna chahiye taki bhi hamre culture ko jan pehchan sake aur age se aise programe karvane mai madad karen
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: jairamjiki on November 02, 2007, 10:40:22 PM

Ek funny story ....

 Parso night mai  me and mere 2-3 frnd yese hai around 1-2 baje night mai ghoom rahe the near to Mother diary Mayur vihar...

Thoda aage ja kar dekha tau kuchh music ki aawaj aa rahi thi tau humne socha ki koi shadi ho rahi hai ... hum wanha jaane lage .....

Wanha pahunch kar pata chala ki wo Jagran chal raha tha Pritam bhai ka ...

and Pritam bhai bechara stage par aakela ga raha tha and muskil se 10-11 log wanha samne bethhe huye the ... rest of all sab bahar beth kar Daru pi rahe the under koi nahi tha ...

funyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy

Aajkal aisa hi hota sari jagah, sare daru pete hain aur poore mahaul ki aisi tasi kar dete hai...

shame on this type of ppl.

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: jairamjiki on November 02, 2007, 10:45:11 PM

Very nice ..... aur Sheela Dixit bhi aa rahi hai kya baat hai aur bhi majhha

Mu le ooun waaan

 :bounce: :bounce:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 02, 2007, 10:54:17 PM
Milna jaroor aur call karna 9810077696.

Very nice ..... aur Sheela Dixit bhi aa rahi hai kya baat hai aur bhi majhha

Mu le ooun waaan

 :bounce: :bounce:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: jairamjiki on November 02, 2007, 10:58:15 PM
Milna jaroor aur call karna 9810077696.

Very nice ..... aur Sheela Dixit bhi aa rahi hai kya baat hai aur bhi majhha

Mu le ooun waaan

 :bounce: :bounce:

Jogi ji,

Agar meken time milol mu jaroor call karun apu kan
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 02, 2007, 11:00:05 PM
Yaar apna no. do main abhi call kar leta hun.

Milna jaroor aur call karna 9810077696.

Very nice ..... aur Sheela Dixit bhi aa rahi hai kya baat hai aur bhi majhha

Mu le ooun waaan

 :bounce: :bounce:

Jogi ji,

Agar meken time milol mu jaroor call karun apu kan

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सम्भवामी युगे युगे on November 03, 2007, 10:03:03 AM
दोस्तों

पिछले साल में भी इस प्रोग्राम में गया था और देख कर हैरान रह गया ।
कम से कम ५००० लोगों कि भीड़ मौजूद थी और इतना बढिया प्रोग्राम हुआ कि में खुद हैरान हो गया । पहली बार किसी उत्तराखंडी प्रोग्राम में स्टार अप्पील देखने को मिली । सबसे बढिया बात ये है कि ये प्रोग्राम एकदम फ्री है और कोई भी आकर देख सकता है । पर लोचा ये है कि अगर देर से आये तो सीट नही मिलती ।

लोग दिल्ली से बाहर से भी आये थे इस प्रोग्राम को देखने और जैसे ही नेगीजी ने गाना सुरु किया सारे सीनियर लोग भी डान्स करने लगे । मुझे बिशन सिंह हरियाला को पहली बार देखने का मौका मिला । वो भी बहुत अच्छा गायक है । हीरा सिंह जी कि तो खैर बात ही अलग है । इसके अलावा प्रीतम और मीना ने तो लोगों पर जादू ही कर दिया । पिछली बार गजेन्द्र राणा नही आया था मगर इस बार आया तो मजा दुगुना हो जाएगा ।

इसलिए मेरा आप सब लोगों से अनुरोध है कि अधिक से अधिक संख्या में इस प्रोग्राम में जाएँ ।
तो फिर आज शाम को मिलते हैं सादिक नगर में । सादिक नगर मूलचंद से चिराग दिल्ली कि और जाते हुए एक सरकारी कॉलोनी है । आप किसी से भी पूछ सकते हैं ।
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: vivekpatwal on November 03, 2007, 05:39:47 PM
LAGTA HAI KI SAB SADASYA YE PROGRAMME DEKHNE CHALE GAYE HAIN.... :)
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सुभाष काण्डपाल on November 03, 2007, 05:59:32 PM
Patwal Ji, kya aap nahi jaa rahe ho program dekhne? Lag raha hai sab log chale gaye.........

LAGTA HAI KI SAB SADASYA YE PROGRAMME DEKHNE CHALE GAYE HAIN.... :)

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: vivekpatwal on November 03, 2007, 06:11:45 PM
Patwal Ji, kya aap nahi jaa rahe ho program dekhne? Lag raha hai sab log chale gaye.........

LAGTA HAI KI SAB SADASYA YE PROGRAMME DEKHNE CHALE GAYE HAIN.... :)

Kandpal ji,
Hume to office se chhutti hi nahi milti hai. :(
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सम्भवामी युगे युगे on November 04, 2007, 12:53:32 AM
Doston,

Maja aa gaya program mein  :smiley32: :smiley32: :smiley32:

Though the program was not as good as compared to last time, yet hum sab ke favorite, Gajendra Rana, Preetam Bharatwan, Meena Rana sab aaye hue the...

Program mein sama Meenaji aur Preetam bhai ne baandha ...

Young Uttarakhand ke saare members milkar aaye apne celebrities se...

Here is the video of behind the scenes.

Sitting in the Pandal are Manglesh Dangwal, Meena Rana, Preetam Bhartwan and Gajendra De Great...

Enjoy

[youtube]2Rls6AwPyso[/youtube]
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 04, 2007, 01:15:30 AM
Bahut majaa aaya program main sab logon se mulaqat ho gai main to ab office main Ratri Sewa kar raha hun :)
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Tribhuwan on November 04, 2007, 07:06:10 AM
Great video....maza aa gaya....... background mein mast song chal raha thaaa....... waiting for some more videos.

guru bhai you missed one name Bhartwan ji bagal mein Kishan Bagot bhee baithe hai........
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 04, 2007, 08:14:29 AM
Bhai baki ke video kahan hain ?
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on November 04, 2007, 05:55:42 PM
Baki ke video Monday ko milenge :D

Bhai baki ke video kahan hain ?

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: vivekpatwal on November 04, 2007, 05:59:09 PM
Baki ke video Monday ko milenge :D

Bhai baki ke video kahan hain ?

Aaj kyon nahi sir ji? :)
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 04, 2007, 07:11:32 PM
Baki ke video Monday ko milenge :D

9 baje se pahle hi gayab ho gaye they Sir Ji..
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सम्भवामी युगे युगे on November 05, 2007, 09:01:35 AM
Doston here are some more updates / videos from the Program at Sadiq Nagar

Meenaji, Preetam Bhai sharing some light moments with the Young uttarakhand Team.  :hello2: :hello2:

[youtube]6_33z6MlFmg[/youtube]

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Tribhuwan on November 05, 2007, 09:10:54 AM
kuch jyada hee light moments ho gaya :smiley1: :smiley1: sound clear nahi hai.....

kuch haame bhee bata do kya vartalap ho raha hai... :w00t:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 05, 2007, 09:12:58 AM
kuch jyada hee light moments ho gaya :smiley1: :smiley1: sound clear nahi hai.....

kuch haame bhee bata do kya vartalap ho raha hai... :w00t:

 ;D ;D ;D ;D

Bhai peeche se itni aawaj aa rahi thi kiwese hi bat karne mai awaaj acche se nahi sunai de rahi thi.
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सम्भवामी युगे युगे on November 05, 2007, 10:00:49 AM
Tak Taka Tak Kamla...

Fauji bhai to nahi aaye but unka gana jaroor bajta hai poore uttarakhandi progams mein. Here is the recording of Sadiq Nagar

[youtube]-IoH8Oldmdo[/youtube]
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: सुभाष काण्डपाल on November 05, 2007, 10:18:59 AM
Guru Bhai kaisa raha program? Khoob enjoy kiya hoga tum logon ne?
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 05, 2007, 10:40:39 AM

Kuchh aur mast videos hai ... aaj evening tak wo bhi upload kar denge .........
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 05, 2007, 10:43:47 AM

Dosto ...
   aur tau prog sahi raha ... bas bura laga tau kewal Music.... Music ki waje se sabhi ke gaano ka jhosh kam ho gaya ......
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: Young Uttaranchal on November 05, 2007, 11:26:17 AM

Dosto ...
   aur tau prog sahi raha ... bas bura laga tau kewal Music.... Music ki waje se sabhi ke gaano ka jhosh kam ho gaya ......

Hmm Music ka jimma Rajendra Chauhan ji ka jo tha ... Isliye :D :D
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 05, 2007, 11:39:16 AM
Meena rana ka gana to dhyan se suna nahin.. lekin gajendre rana ka gana sun ker maza aa gaya.. mein to sepcialy unhi ke song sunane gayi thi.. lekin jab tak mein thi wahan unhone kewal ek hi song gaya..

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: "गढ़वाल सम्राट" पंवार विपिन चंद्र पाल सिंह on November 05, 2007, 11:44:43 AM
sabse pahale +2 karma Semwal Ji ke liyee

aur +1 karmaa pummi da ke liyee jo pahali baar time se wahan ayee

baaki mazaa aya bahut.....vedio se sab pata chal raha hai

जहाँ YU जाए
हर प्रोग्राम मैं मजा आए
YU हर जगह अपनी पहचान बनाये
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 05, 2007, 12:08:05 PM
mai to jyada enjoy nahi kar paaya Programme ko, Anubhav Bhai ki tabiyat kharab hone lag gaye thi to unko lekar Doctor ke paas jaana pad gaya tha.
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 05, 2007, 12:09:00 PM
Lekin phir bhi bahut maja aaya...
aage se her programme mai jaaya karoonga.
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 05, 2007, 12:13:22 PM
:cheers: :cheers:  haan haan aap ko to maza aana hi tha..

Lekin phir bhi bahut maja aaya...
aage se her programme mai jaaya karoonga.

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 06, 2007, 09:19:52 AM

Heera ji .. mai kal night mai dekha raha aapki videography.... aapne Meena Rana ke song ko bahut aachha shoot kiya hai iske liye aapko +5 karma..... and aaj se aap YU ki ek Cameraman ke roop mai bhi jaani jayengi .........
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 06, 2007, 09:23:45 AM
and aaj se aap YU ki ek Cameraman ke roop mai bhi jaani jayengi .........

Heera Rawat Camre wali...ha ha ha  :rofl: :rofl: :rofl:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 06, 2007, 09:33:50 AM

Beenu bheji aachhi videography kari huyi hai yaar .. and Garhwal camp mai bhi aachhi videography kari thi Heera ne

and aaj se aap YU ki ek Cameraman ke roop mai bhi jaani jayengi .........

Heera Rawat Camre wali...ha ha ha  :rofl: :rofl: :rofl:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 06, 2007, 10:26:48 AM
thnks semwal ji..

and aaj se aap YU ki ek Cameraman ke roop mai bhi jaani jayengi .........

aur beenu bhai aapne woh kahwat suni hai bander kya jane adrak ka swadd.. :headbang:

Heera Rawat Camre wali...ha ha ha  :rofl: :rofl: :rofl:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 06, 2007, 10:35:26 AM

Heera ji uss din aapki Didi ne gana kyon nahi gaya wanha ........
?????????????????

thnks semwal ji..

and aaj se aap YU ki ek Cameraman ke roop mai bhi jaani jayengi .........

aur beenu bhai aapne woh kahwat suni hai bander kya jane adrak ka swadd.. :headbang:

Heera Rawat Camre wali...ha ha ha  :rofl: :rofl: :rofl:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 06, 2007, 11:41:29 AM
kyunki owh nahin chahti thi ki bache kuche log hbi uth ker chale jaye.. :lol:
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 06, 2007, 11:49:00 AM

hahahha hahah a

nahi yaar yesi baat nahi hai .. you should appreciate her ...............

Gajendra bhai ke sath gana ga leti .......

Gajendra bhai tau mast singer hai and fan of YU

kyunki owh nahin chahti thi ki bache kuche log hbi uth ker chale jaye.. :lol:

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 06, 2007, 11:59:51 AM
dekhiye woh meri bahan hai aur uske gun aur avgun mein ache se janati hun :smiley14: .. isliye mein kabhi nahin chahungi ki log use per hase.. 
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: sachidanand_Semwal on November 08, 2007, 01:42:43 PM

Heera ji aap tau serious ho gaye .. I was joking mam......

dekhiye woh meri bahan hai aur uske gun aur avgun mein ache se janati hun :smiley14: .. isliye mein kabhi nahin chahungi ki log use per hase.. 

Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: BeenuKukreti on November 08, 2007, 01:52:42 PM

Heera ji aap tau serious ho gaye .. I was joking mam......

aajkal bahut joke mar rahe ho Semwal ji............
kaun se chakki ka aata kha rahe ho ?
Title: Re: Uttaranchal Cultural Program - at Sadiq Nagar
Post by: 0 on November 08, 2007, 04:59:46 PM
:rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl::rofl: