Young Uttarakhand Community - All about Uttarakhand Uttaranchal Garhwal Kumaon Garhwali Kumaoni Songs Culture Tourism
यंग उत्तराखंड (पंजीकृत) का परिचय => यंग उत्तराखंड - एक परिचय => Introducing Team YU => Topic started by: सम्भवामी युगे युगे on February 06, 2007, 06:05:09 PM
-
Doston,
YU team ek nahi kai logon ne banai hai..
Khoon aur paseena dono bahaya hai...
Par ek member hai jo sabse alag hai ...
Sabse juda hai...
Woh hai apne Vipin Bhai... Pyar se hum inko Bhangliya kehte hain..
Sakal pe mat jaana, aadmi bahut achhe hain...
The first time we met him at IInd Delhi Meet on 29th August 2004, at Badrinath Temple, Vinod Nagar, New Delhi. Pehle to laga koi bhanglya hai... But he turned out to be the most active and dedicated member of the group.
He is none other but our Vipin Bhaiiii
So I dedicate this thread to this Mahakavi of Young Uttarakhand Group.
Vipin Panwar at IInd Delhi Meet on 29th August 2004, at Badrinath Temple, Vinod Nagar
-
Here is the Larger Version of Vipin Bhai..
-
i have lot of world .....Vipin Ki Shaan Main, isliye soch ke likhoonga. :headbang:
-
bhangliya ka meaning kya hota he?
-
bhangliya ka meaning kya hota he?
Others may knew the meaning but let me first take credit......
Bhangliya is derived from Bhang.... one who consumes Bhang..... Pyar se log Bhagwan Shankar ko bhee Bhangliya kahate hai........ Why Vipin ji is called only YU team can explain..............
-
Bhaangliya hi nahi...
Ye Mahashay MahaKavi bhi hain... I mean jab kavita sunate hain to Kavi bhi touba touba kar lete hain...
Inki Kavitaon se bachne ke liye inhe Mahakavi ki Upaadhi di gayi hai...
To lijiye bore hone ke liye padhiye inki kavita....
Statuory Warning : Agar koi inki kavita padhkar aatm hatya karle to we don't take any responsbility for that...
-
nice poetry.....
who is darulya of board ?
-
Ab ye darulya kya hota hai????????????????/
-
nice poetry.....
who is darulya of board ?
Darulya to Saree hi log hain yanha par (Garhwali aur daru na peete ho, ye to ho hi nahi sakta)
Aur HWJ243 ji darulya wo hota hain jo daru (Sharab ) peeta hain so simple
-
Vipin se ek hi nahi balki har fan moula hain.
Kavita likhte hain, Website banate hain, Meetings organize karte hain, Dance Karte hain, Daaur Peete hain, Aur YU ke PRO ki tarah kaam karte hain.
Kabhi julfon mein, kabhi chutiya mein, kabhi daadi mein...
Anek roop dharte hain..
Jai ho Vipin Maharaj ki
-
Here are some more avatar of this Nauchami Vipin
-
Waise doston ek baat aapko batan bhool gaya...
Gaon mein Vipinji sirf pedon ke uppar he basar karte hain. Ye to sirf delhi mein ye hum aam logon ke tarah rehte hain.
here is one exclusive photograph we took while he was resting at his house.
-
Great allrounder with us,
Cheer for Vipin bhai. :cheers: :cheers:
-
Great allrounder with us,
Cheer for Vipin bhai. :cheers: :cheers:
bhai wakai main allrounder hain....kya ped main rat gujarna koi mamuli bat hai ?
-
I have met him few months back all i can say is
good guy and a great dancer :dance:
-
I have met him few months back all i can say is
good guy and a great dancer :dance:
Great dancer But After....... :cheers:
-
I have met him few months back all i can say is
good guy and a great dancer :dance:
Great dancer But After....... :cheers:
Ye kehte hain ki bina :cheers: to :monkey2: nachte hain
-
Aap log mere peeche kyon pad gaye hain. kyaa chate ho ki main YU chod kar "Tum Mujhe Khoon do Main Tumhen Aazadii Dungaa" Group khol dun.
Baaki maharaj Purnendu ker baare main to aap sabhi jante hain. details main baat main bataungaa
"Phil-haal he is Sarkari Emp.
Baaten Jyaada Kaam kam
Yahi nahin hotaa "Nishan ko hazam"
AAP SABHI LOG KARTE RAHO APNAA KARAM
YAHI HAI HAMARA DHARAM
-
Vipin Bhai ;D
Lagta hai sare hath dho kar nahi balki naha dho kar aaap ke peeche pad gaye hain :chainsaw:
-
bhangliya ka meaning kya hota he?
Others may knew the meaning but let me first take credit......
Bhangliya is derived from Bhang.... one who consumes Bhang..... Pyar se log Bhagwan Shankar ko bhee Bhangliya kahate hai........ Why Vipin ji is called only YU team can explain..............
thanx tribhuvan ji
-
ye to humre kam ka aadmi hai, isko hamre party joine karwao
-
ye to humre kam ka aadmi hai, isko hamre party joine karwao
LAGTA HAI NETA JI JHARKHAND KI JAGAH UTTARAKHAND MEIN PRAVESH KAR GAYE.. AREY BHAI KOI INKO JHARKHAND CHHOR KE AWO..
-
ye to humre kam ka aadmi hai, isko hamre party joine karwao
LAGTA HAI NETA JI JHARKHAND KI JAGAH UTTARAKHAND MEIN PRAVESH KAR GAYE.. AREY BHAI KOI INKO JHARKHAND CHHOR KE AWO..
actualy hum 3 saal lalu ji ki saath rahien hain na, isliye asr hua hai, wese hum pahadi bhi bol lete hain, humka 5 bashaon ka gyan hai.

AREY EE TO BADEY KAAM KA CHEEZ HAI.. SO +1 KARMA DE DIYEY RAHI...