Aap Sabhi uttrakhandiyon ko Arun Mamgain ka namaskar, Mai last 10 years sai dubai mai rehta hun or bhaut time sai is group ki activities ko discussions ko follow kar raha hun jisko padh kai daikh kai mujhay bhi is group ko join karnai ka vichar hua. mai ashaa karta hun ki mai bhi apnai opinions aap sabhi logon kai sath share kar sakun.
Regards
Arun Mamgain
Dubai-UAE