Deeva madir main pujaa saal main ek baar hoote hai, Jalpadi se yatraa suru hoote hai...... (Jahaan taak mujee yaad hai)
Sabhi gauon Gawani, kimgadi,jalpadi,salaan,luethan,Sileth,Aadi ek saath jateen hain. Raat ko Saab loog pahadee per jatee hain, or adhe rastee ke baad khaana nahee le jate es liyee potlee baand kar ped per baand dete hain. (Jaisaa ki mainee sunaa hai)
Deeva ka parsaad wahana ke ek tarah ke ped (tree) ke chhoote -2 pateeyoon saheet tahniyaan hain, sunaa hai ki un pedon per haitiyaar nahi martee warnaa unse khoon jaisa rang aata hai, es liye haat se tood kar lateen hain.........
Bas etnaa hi paata hi teen saal rahnee per v kabhee mooka nahi milaa ............