bhai ek BALI ki Vedio banaya hai jo us samay vahan par di ja rahi thi par sab ko achha nahi lagega is liye nahi daal rahe hai
Bakra ek baar main nahi mara baar baar prahaar kiya us par
behad dardnaak tha... swayam harsh bhai jo is vedio ko bana rahe the apne muh ke andar poora rumaal daal kar vedio shoot kar rahe the taki ULTI na aa jaye